• Masail Ka Hal | 11th Session | Ask Mufti Tariq Masood

  • May 13 2024
  • Length: 59 mins
  • Podcast

Masail Ka Hal | 11th Session | Ask Mufti Tariq Masood  By  cover art

Masail Ka Hal | 11th Session | Ask Mufti Tariq Masood

  • Summary

  • Masail Ka Hal | 11th Session | Ask Mufti Tariq Masood



    (00:03) Pani ki qillat mein wazu aur ghusl ka tareeqa?

    (01:24) Agar miyan biwi teen talaq ke baad bhi ikathey rahein?

    (02:58) Teen talaq ke teen hone par mukhtasir dalail?

    (32:00) Ghair Muslim ko dawat dena dene ka tareeqa?

    (33:22) Kya topi pahne baghair namaz ho jati hai?

    (33:37) Mali haq lutaane ka sahi tareeqa?

    (34:05) Kya sadqa ki raqam se Quran masjid mein rakha sakte hain?

    (34:57) Khawateen ka bareek libaas pehenna?

    (35:58) Agar heat wala niqab mushkil ho to muhrim khatoon kya karein?

    (37:02) Credit card ke paisay se Umrah karne ka hukm?

    (37:43) Haath paon se mazoor shakhs ke liye wazu ka hukm?

    (39:05) Ladkon ke liye hair band istemal karne ka hukm?

    (39:23) Bachay ke pishaab ka shak ho to kapra paak hoga ya na-paak?

    (40:14) Ruku aur sajdah mein nigah kahan rakhein?

    (40:30) Kya shohar biwi ko apna sar neem rakhne par majboor kar sakta hai?

    (42:01) Burhape aadmi par Allah ki rahmat?

    (42:43) Aamal mehboob amal de to kya hukm hai?

    (43:40) Kya qasam ke do kaffaray ek shakhs ko de sakte hain?

    (44:09) Masnooai palkein aur baal lagane ka hukm?

    (45:13) Kya Quraani ayaat se hajatien poori hoti hain?

    (47:14) Kya foat shudah auliya Allah insani shakal mein aasakte hain?

    (48:21) YouTube channel ki kamaai halal hone ke sharait?

    (50:10) Kya naakhun aur baal kaatna Allah ki takhleeq ko badalna hai?

    (53:54) Shohar gum ho jaye to biwi ke liye kya hukm hai?

    (55:33) Bay'at karna kaisa hai aur kis se karna chahiye?

    (58:30) Naukri aur karobar mein kya behtar hai?


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less

What listeners say about Masail Ka Hal | 11th Session | Ask Mufti Tariq Masood

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.