Episodios

  • Ask Mufti Tariq Masood | 358th Session - Masail Ka Hal
    Sep 13 2025

    (0:00) Intro

    (0:04) Restaurant ki job mein namaz kaise parhein?

    (1:57) FreeFire game khelna jaiz hai?

    (2:37) Apni cricket shirt pe naam likhwane ka hukam?

    (2:55) Andheray mein ya aankhein band kar ke namaz parhna jaiz hai?

    (3:20) Shohar ne kaha “tum chhorr do” — kya talaq ho gayi?

    (4:35) Qur’an khawani mein jaana aur khana khana jaiz hai?

    (5:09) Juma ke din Surah Kahaf parhne ka behtareen waqt?

    (5:23) Kya budi aurat Nabi ﷺ par kooda phenkti thi — kya ye riwayat sahih hai?

    (6:27) Maa aur biwi ki ladai mein mard kya kare?

    (8:38) Shohar ka be-auladi ke taane dena aur talaq ki dhamki dena?

    (10:18) Kya Nabi ﷺ ne napaaki mein fajr ki namaz padhi thi?

    (11:04) Kya bistar pe khana khane se rizq kam hota hai?

    (11:46) Cash counter pe Qur’an tilawat chalana — be-hurmati?

    (13:25) Ghar ki virasat ka masla kya hai?

    (17:47) Kya ek waqt mein 4 se zyada biwiyan rakhna haram hai?

    (18:09) 18 saal se kam umar mein shadi ke liye jali documents banana?

    (23:51) Zakaat sotaili maa ya behnon ko dena jaiz hai?

    (24:23) UK cash-in-hand job ki earning halal hai?

    (25:05) Shohar ne kaha “chhorr diya” — kya talaq ho gayi?

    (27:52) Bachay se zabardasti Qur’an hifz karwana?

    (29:31) Nashay mein kai baar talaq dene ke baad bhi maa baap saath reh rahe ho to?

    (31:08) Allah ke naam ka locket pehnna jaiz hai?

    (31:15) Nalkay se wuzu mein 3 baar kaise paani bahayein?

    (32:04) Chhote bachay ko god mein le kar bheek mangna?

    (33:08) Indian qaumi tarana sunna jaiz hai?

    (33:30) Paidaish ke 15 din baad aurat paak ho jaye to shohar humbistari kar sakta hai?

    (34:52) MS Office letters type karne ki income halal hai?

    (35:57) Diwali ki mithai khana jaiz hai?

    (36:37) Wuzu mein nalkay ke neeche 3 baar paani bahana kaise karein?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    37 m
  • Ask Mufti Tariq Masood | 357th Session - Masail Ka Hal
    Sep 11 2025

    (0:00) Intro

    (0:02) Qur’an parhne ka zyada sawab hai ya sunne ka?

    (1:31) Isha ki azan ke baad so gaye — kya namaz qaza? Isha ka waqt kab tak hai?

    (2:07) Forex trading halal hai ya haram?

    (3:17) Namaz mein khayalat aayein — deen pe kaise amal karein? Apni nekiyon pe fakhar karna sahi?

    (15:10) Zarurat ke waqt na-mehram ko dekhna jaiz hai?

    (16:11) Doodh shareek behen ka virasat mein hissa hota hai?

    (16:34) Molviyon ya imam masjid ki burai — kya gunah hai?

    (24:34) Dua ke saath asbab ikhtiyar karna zaruri hai?

    (27:04) Fajr ke baad sona — jaiz hai?

    (27:57) Hanfi maslak ke mutabiq — kya khwab shar‘i hujjat hai?

    (32:47) Log khwab mein Mufti sb ko dekhte hain — lekin Mufti sb khwab kyun nahi sunate?

    (34:15) Bimari se shifa milne ke baad mannat poori karni zaruri hai?

    (35:57) Talaq ke baad paida hone wala bacha — kya aurat doosri shadi ke baad saath le ja sakti hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    50 m
  • Ask Mufti Tariq Masood | 356th Session - Masail Ka Hal
    Sep 8 2025

    (0:00) Intro

    (0:05) Talaq ke bawajood maa baap ek saath hoon — bachay ka rawayya kya ho?

    (1:53) Leucorrhoea wali shar‘i ma’zoor larki ka nikah ke din wuzu ka masla?

    (3:14) Kya aurat ussi mard ki pasli se paida hoti hai jisse uska nikah hota hai?

    (4:35) Haram Makkah ka Qur’an ghar le jana — jaiz hai?

    (5:03) Namaz ke dauran shawl khisak jaaye, baal nazar aayen — kya namaz ho gayi?

    (5:22) Baiti apni maa ko najaiz taalluqat se kaise rokein?

    (6:30) Bank mein cashier ki job — halal hai?

    (6:48) Tijarat mein kitna munafa lena jaiz hai?

    (9:14) Love marriage, larki ka maslak mukhtalif — rishta karein ya nahi?

    (10:56) Dr. Israr clip — kya Israel Greater Israel banayega?

    (13:48) Zakat dene ka sahi tareeqa kya hai?

    (14:54) GTM app se paisay kamaana — halal ya haram?

    (16:03) Love marriage, larki wale sood ka karobar karte hoon — kya hukam hai?

    (18:44) Freelance graphic design mein tasveer edit karna — haram hai?

    (20:02) Wafat ke baad home country mein dafnanay ki wasiyat?

    (21:01) Fajr sooraj ke baad padhi — ab kya karein?

    (21:39) Qareebi rishtedaar darya mein doob jaaye — sabr kaise karein?

    (23:48) Paidaishi ma’zoor shakhs ka nikah — kaise ho?

    (28:58) Jummah ki 2 sunnat moakkidah hain ya nahi?

    (29:28) Gande khwab se ihtilam — gunaah hai?

    (30:02) Toilet se pehle wuzu wali bismillah — parhna chahiye?

    (31:10) Reports normal, biwi bemaar — jinnat/jadoo ka asar?

    (33:54) FFCT app jaiz hai ya haram?

    (35:00) Mobile par Qur’an parhna — jaiz hai?

    (35:16) Wattay sattay ki shadi — maa aur biwi ke masail ka hal?

    (38:51) Deen se doori mein liya gaya jahaiz — ab kya hukam hai?

    (39:15) Namaz/tasbeeh mein riya ka waswasa — kya karein?

    (39:34) Qur’an hifz karne ka best tareeqa kya hai?

    (40:11) Ghair qanooni tor par bahar jaane wale Pakistani — unki mazdoori haram?

    (40:49) Billi khareedna ya bechna — jaiz hai?

    (43:48) Ghar mein WiFi ho to bachon ki tarbiyat kaise karein?

    (45:21) Jis larki se zina hua — usse nikah? Walad uz zina aur uski walidiyat ka hukam?

    (46:33) Company ke free course ki terms todna — jaiz hai?

    (48:01) Juma ka khutba Urdu mein dena — namaz makrooh hoti hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    50 m
  • Ask Mufti Tariq Masood | 355th Session - Masail Ka Hal
    Sep 6 2025

    (0:00) Intro

    (0:04) Talaq-e-baain ke baad naya nikah — kya shart hai?

    (2:25) 14 saal mein chori ki thi, ab afsos hai — kya karun?

    (4:04) Credit card se qiston par tijarat — halal hai?

    (5:08) Amazon par kitab bechna — royalty sood hai ya halal?

    (6:30) Aalim ki video baghair ijazat upload karna — jaiz hai?

    (7:04) Islam ya imaan mein shak hone lage — kya karein?

    (8:16) Haiz ya zacha ki bed par baithne se aulad nahi hoti?

    (11:49) Behen se loan le kar business — munafa ka hissa kaise de?

    (13:47) Jamaat mein safain kab durust karni chahiye?

    (14:32) Khaandani shakhs murtad ho jaye — taalluq rakhein?

    (17:10) Soodi bank ke account mein faiz aata ho — kya hukum hai?

    (18:28) Kitne gram sona par zakat farz hoti hai?

    (19:22) Ayat-ul-Kursi ya dua gaadi/purse mein latkana — jaiz hai?

    (21:00) Biwi kisi aur se pyaar kare — nikah doosre se ho gaya?

    (22:11) USA mein ek shadi, Pakistan mein doosri — aur Sayyad–Ghair Sayyad rishta?

    (23:45) Haiz irregular ho to iddat kaise guzarein?

    (24:48) 7 rozon wali mannat for health — sunnat hai?



    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    26 m
  • Ask Mufti Tariq Masood | 354th Session - Masail Ka Hal
    Sep 4 2025

    (0:00) Intro

    (0:01) Dua ke baad haathon ka munh par phairna — zaroori hai?

    (0:59) Susral wale sirf chhoti bahu ko izzat dein — badi bahu kya karein?

    (2:11) Shohar se baat se routine par asar — kya karna chahiye?

    (3:35) Sayyad ki biwi zakat le sakti hai?

    (7:36) Israel-Palestine war — kya Dajjal aur sooraj maghrib se niklega?

    (8:13) Mobile pe Qur’an parhna — wuzu zaroori hai?

    (8:27) Bank account ka interest lena — halal hai?

    (9:07) Hijra aurat ka dopatta lena — jannat ka hukam kya hai?

    (12:20) Mannat puri na karne par kaffara?

    (14:16) Haq khane wale ke janazay par public ailan?

    (15:37) Sunnat tareeqa se nakhun kaatna kaise hai?

    (16:04) Wuzu mein sabun se dhona — jaiz hai?

    (16:18) Gulf salary wale ke maa baap shadi ke liye na manen to?

    (17:52) Qabar ki ziarat — jaiz hai?

    (20:04) Purane gunah bhool ke seedha raasta kaise apnaayein?

    (20:38) E-commerce ya blockchain se earning — halal hai?

    (21:33) Dawat-o-Tableegh se maa baap naraz — kya karein?

    (22:24) “Allah Miyan” kehna — jaiz hai?

    (22:35) Mufti sb “Khuda” kyun bolte hain?

    (25:00) Khutbay ki azaan ka jawab — wajib hai?

    (26:50) Khula ke sharai ahkaam kya hain?

    (28:10) Muqtadi ki rakaat chhoot jaye to Sanaa kab padhe?

    (28:28) Ground mein match ke dauran sajda ya namaz — jaiz hai?

    (32:32) Ba-jamaat namaz aqamat ke baghair — kya hukum hai?

    (32:50) Kya gunah taqdeer mein likha hota hai?

    (33:06) Bank ki savings par sood — jaiz ya haram?

    (33:30) Kamre mein tasveer latkana — jaiz hai?

    (35:00) Kharab khelne wale sportsman ki burai — gheebat hai?

    (35:20) Aurat apna nikah khud khatam kar sakti hai?

    (36:00) Maghrib ki jamaat nikal jaye — kab qaza padhein?

    (37:15) Sirf 1 gawah mein nikah — valid hai?

    (37:26) Tauba ke bawajood gunah qayamat ke din dikhenge?

    (37:54) Zair-e-naaf baalon ki hadd?

    (38:17) Dajjal ke fitne se bachne ki dua?

    (38:42) Najaiz haath se nalka kholna — kya nalka napak?

    (39:18) Mard ka chain ya locket pehnna — jaiz hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    39 m
  • Ask Mufti Tariq Masood | 353rd Session - Masail Ka Hal
    Sep 1 2025

    (0:00) Intro

    (0:04) Mobile napak ho jaye to kaise paak karein?

    (0:32) USA mein mutual understanding se khula lena — jaiz hai?

    (3:24) Chori ki light mein namaz parhna — jaiz hai?

    (4:03) Zehni kamzori ki wajah se Qur’an na parh sakna — kya karein?

    (4:54) Nasiruddin Albani (RA) ki tehqiqat ka naqal karna — theek hai?

    (7:44) Pahaarr sirak kar doosron ki zameen par chale — sharai hukum?

    (9:30) Ghar baithi larki apni product kisi non-practicing influencer se promote karwaye — income haram?

    (10:20) Makaan ki buniyad rakhne ka masnoon tareeqa kya hai?

    (11:20) Namaz mein surah ki tarteeb — zaruri hai?

    (11:58) Bari surah ke darmiyan se kuch ayat parhna — jaiz hai?

    (12:54) Namaz ke dauran aurat ke baal khul jaayein — kya namaz toot jati hai?

    (13:26) Shohar ki wafat ke baad iddat ka aaghaz kab hota hai?

    (15:03) Kya 6 kalme Qur’an aur Hadith se sabit hain?

    (16:47) Zakat ki rakam se Palestine ke Muslims ki madad — jaiz hai?

    (17:07) Tahajjud ka best waqt kya hai — 2, 3, ya 4 baje?

    (19:03) Kafir ka khoon blood transfusion mein lagana — jaiz hai?

    (20:04) Islam mein giyarhveen, teeja, chaliswan — jaiz ya bid’ah?

    (21:32) Behen bhaiyon ka haq maar lein — inka hukam?

    (25:35) Shohar ki kamai mein biwi ka hissa?

    (27:40) Hafiz-e-Qur’an agar Qur’an bhool jaye — maafi milegi?

    (29:56) Pasand ki shadi ke liye abba ko kaise raazi karein?

    (31:46) Bar bar gunah ho — to tauba qubool hoti hai?

    (32:26) Namaz mein surah ki tarteeb ka khayal — farz hai?

    (32:48) Agar walidain ilm-e-deen ki ijaazat na dein — ghar se bhaag sakte hain?

    (34:07) Chacha ki khidmat — kitni zaroori hai?

    (36:20) Dolatmand rishtedaron ko dekh kar depression — kya hukam hai?

    (39:22) Soodi bank employee ke account mein paise daalna — halal hai?

    (39:49) Ghar ki cheezen barson se chori ho rahi ho — kya karein?

    (41:00) Kya baap ke zina ki saza beti ko milti hai?

    (41:40) Khula ke baad haiz ke kitne dinon se iddat shuru hoti hai?

    (43:08) Khinzeer ke baalon se bane brush ka istemal — jaiz hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    43 m
  • Ask Mufti Tariq Masood | 352nd Session - Masail Ka Hal
    Aug 30 2025

    (0:00) Intro

    (0:02) Bap aur beta mil kar ghar banayein — virasat ka hukum?

    (1:35) Ghar walon se chhup kar madad karna — jaiz hai?

    (1:52) Imam masjid taweez ke paisay le — halal hai?

    (3:36) God lena — sirf baap ki raza ya maa ki bhi?

    (4:26) Bina wuzu azaan aur tilawat — jaiz hai?

    (4:44) Aligarh Muslim University se engineering — jaiz hai?

    (5:00) Aurat ka YouTube par naat parhna — sharai ruling?

    (9:30) Imam ka aqeeda “Nabi ﷺ haazir naazir” ho — namaz valid?

    (11:16) Surah Kahf ki 10 ayat yaad — Dajjal se hifazat milti hai?

    (11:33) Maa ki baddua lagti hai?

    (12:16) “Allah bhi aajaye to haath nahi milaunga” — aise shakhs se kya sulook?

    (13:17) SRA app se kamai — halal ya haram?

    (15:41) Shohar biwi ke job se na raazi ho — kya hukam?

    (17:53) Nabeena ko jamaat mein namaz — zaroori hai?

    (18:47) Asar ke baad qaza namaz parhna?

    (18:56) Fajr qaza ho jaye — zawal se pehle sunnat parhna?

    (19:49) Hadis sahih ya ghalat — kaise maloom ho?

    (24:47) 3rd bachay ki paidaish mein kitna waqfa hona chahiye?

    (28:00) Overlock walay ke paas kapray reh jayein — kya karein?

    (28:41) Drop shipping jaisa app-based business — halal ya haram?

    (29:53) Artificial jewelry pehn kar namaz?

    (30:05) Sehra bandhna ya pant-shirt pehnna — haram hai?

    (31:18) Boys ki uneven haircut — jaiz hai?

    (32:10) Teesri biwi ki shadi wale din — kis biwi ki baari?

    (35:44) Safar mein qasr ki namaz jamaat ke saath?

    (36:06) Rishta dekhte waqt — deendaar larki ya gharailu?

    (38:20) Sirf “Muhammad” naam rakhna — jaiz hai?

    (38:45) Azaan ki awaaz ghar tak na aaye — jamaat chhor sakte?

    (39:36) Umrah ka tawaf electric car pe?

    (39:58) Mutalliqa ki dobara shadi — wali ki ijazat farz hai?

    (41:32) Shohar pardais mein ho — aurat ka badan dikhana?

    (42:10) Mutaf mein tawaf bina umrah ki niyyat — ehraam ka hukam?

    (42:20) Baghair bataye court marriage ki — baad mein afsos ho to kya karein?



    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    43 m
  • Ask Mufti Tariq Masood | 351st Session - Masail Ka Hal
    Aug 28 2025

    (0:00) Intro

    (0:05) Tasveer wala logo digitally shirt par lagana — jaiz hai?

    (3:37) College mein prda aur wuzu ka intazam na ho — paani hone par bhi tayammum?

    (5:28) Aurat wuzu mein sar khol sakti hai?

    (6:11) Khet ke angur/saib factory mein sharab banane ke liye — poori kheti haram?

    (7:05) Chori ke mobile ka istemal aur uski muafi?

    (8:42) Doosri biwi ki baari par pehli biwi ke bachon ka bar bar phone — kya karein?

    (13:35) Biwi ko talaq ka ikhtiyar dena — kya shohr ka ikhtiyar khatam?

    (14:17) Income ka 5% — zakat, sadqa ya bhai/behno ki shadi par lagana?

    (15:35) Shadi phobia — kaise khatam karein?

    (19:17) Sirf 2 surat yaad hon to 4 sunnat kaise parhein?

    (19:30) Bachi ki wiladat ke 40 din baad namaz shuru ki, phir khoon aaya — hukum?

    (21:10) Moochon ko taao dena — shirk hai?

    (21:38) Bemari ki wajah se farz namaz aur jumma 3 bar chhoot gaya — kya hukum?

    (22:31) Hair wig ke saath masah kaise karein?

    (23:07) Behen/bhabhi ki cheez bina ijazat lena — jaiz?

    (25:05) Madinah mein har namaz ke baad janazah — zaroori parhna?

    (25:19) Tarjuma shuda Qur’an kisi alim se parhna zaruri hai?

    (26:20) Sotaili dadi ne doodh pilaya — us cousin se nikah jaiz?

    (27:19) 13–14 saal se namaz aur jummah nahi pada — kya kafara?

    (27:49) Sood ka kaam karne wale ke ghar khana — halal hai?

    (28:28) Haiz mein jima kyu nahi? Aur mutallaqa aurat ki iddat — 3 mah ya 3 haiz?

    (29:40) Biwi ka kisi male celebrity ko pasand karna ya shohr ka female celebrity ko — jaiz?

    (32:10) 5 saal purani talaq — iddat nahi ki — ab kya karein?

    (32:38) Soodi paisa khana — jobless hone par jaiz?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    34 m