Ask Mufti Tariq Masood Podcast Podcast Por Ask Mufti Tariq Masood arte de portada

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

De: Ask Mufti Tariq Masood
Escúchala gratis

Ask Mufti Tariq Masood Podcast features renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood, a qualified ‘Alim’ with expertise in Fiqh, Tafsir, and Hadith. He holds a Takhasus fil Fiqh from Jamia Tur Rasheed and is authorized to give Fatwah.

In this podcast, Mufti Tariq Masood answers your pressing questions about Islamic teachings and daily life challenges, covering topics like shadi, khandani masail, and maal o daulat. Mufti Sahab's engaging Bayans (Lectures) provide practical Islamic guidance for modern Muslims.

How to ask a question to mufti tariq masood? Message +1 (346) 558 7985 to ask, or search “How to ask questions from Mufti Tariq Masood” on Google or YouTube for more info. Listen to the Ask Mufti Tariq Masood Podcast for valuable insights that can transform your life.

contactsofion@gmail.com

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

SOFI
Ciencias Sociales Espiritualidad
Episodios
  • Ask Mufti Tariq Masood | 356th Session - Masail Ka Hal
    Sep 8 2025

    (0:00) Intro

    (0:05) Talaq ke bawajood maa baap ek saath hoon — bachay ka rawayya kya ho?

    (1:53) Leucorrhoea wali shar‘i ma’zoor larki ka nikah ke din wuzu ka masla?

    (3:14) Kya aurat ussi mard ki pasli se paida hoti hai jisse uska nikah hota hai?

    (4:35) Haram Makkah ka Qur’an ghar le jana — jaiz hai?

    (5:03) Namaz ke dauran shawl khisak jaaye, baal nazar aayen — kya namaz ho gayi?

    (5:22) Baiti apni maa ko najaiz taalluqat se kaise rokein?

    (6:30) Bank mein cashier ki job — halal hai?

    (6:48) Tijarat mein kitna munafa lena jaiz hai?

    (9:14) Love marriage, larki ka maslak mukhtalif — rishta karein ya nahi?

    (10:56) Dr. Israr clip — kya Israel Greater Israel banayega?

    (13:48) Zakat dene ka sahi tareeqa kya hai?

    (14:54) GTM app se paisay kamaana — halal ya haram?

    (16:03) Love marriage, larki wale sood ka karobar karte hoon — kya hukam hai?

    (18:44) Freelance graphic design mein tasveer edit karna — haram hai?

    (20:02) Wafat ke baad home country mein dafnanay ki wasiyat?

    (21:01) Fajr sooraj ke baad padhi — ab kya karein?

    (21:39) Qareebi rishtedaar darya mein doob jaaye — sabr kaise karein?

    (23:48) Paidaishi ma’zoor shakhs ka nikah — kaise ho?

    (28:58) Jummah ki 2 sunnat moakkidah hain ya nahi?

    (29:28) Gande khwab se ihtilam — gunaah hai?

    (30:02) Toilet se pehle wuzu wali bismillah — parhna chahiye?

    (31:10) Reports normal, biwi bemaar — jinnat/jadoo ka asar?

    (33:54) FFCT app jaiz hai ya haram?

    (35:00) Mobile par Qur’an parhna — jaiz hai?

    (35:16) Wattay sattay ki shadi — maa aur biwi ke masail ka hal?

    (38:51) Deen se doori mein liya gaya jahaiz — ab kya hukam hai?

    (39:15) Namaz/tasbeeh mein riya ka waswasa — kya karein?

    (39:34) Qur’an hifz karne ka best tareeqa kya hai?

    (40:11) Ghair qanooni tor par bahar jaane wale Pakistani — unki mazdoori haram?

    (40:49) Billi khareedna ya bechna — jaiz hai?

    (43:48) Ghar mein WiFi ho to bachon ki tarbiyat kaise karein?

    (45:21) Jis larki se zina hua — usse nikah? Walad uz zina aur uski walidiyat ka hukam?

    (46:33) Company ke free course ki terms todna — jaiz hai?

    (48:01) Juma ka khutba Urdu mein dena — namaz makrooh hoti hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    50 m
  • Ask Mufti Tariq Masood | 355th Session - Masail Ka Hal
    Sep 6 2025

    (0:00) Intro

    (0:04) Talaq-e-baain ke baad naya nikah — kya shart hai?

    (2:25) 14 saal mein chori ki thi, ab afsos hai — kya karun?

    (4:04) Credit card se qiston par tijarat — halal hai?

    (5:08) Amazon par kitab bechna — royalty sood hai ya halal?

    (6:30) Aalim ki video baghair ijazat upload karna — jaiz hai?

    (7:04) Islam ya imaan mein shak hone lage — kya karein?

    (8:16) Haiz ya zacha ki bed par baithne se aulad nahi hoti?

    (11:49) Behen se loan le kar business — munafa ka hissa kaise de?

    (13:47) Jamaat mein safain kab durust karni chahiye?

    (14:32) Khaandani shakhs murtad ho jaye — taalluq rakhein?

    (17:10) Soodi bank ke account mein faiz aata ho — kya hukum hai?

    (18:28) Kitne gram sona par zakat farz hoti hai?

    (19:22) Ayat-ul-Kursi ya dua gaadi/purse mein latkana — jaiz hai?

    (21:00) Biwi kisi aur se pyaar kare — nikah doosre se ho gaya?

    (22:11) USA mein ek shadi, Pakistan mein doosri — aur Sayyad–Ghair Sayyad rishta?

    (23:45) Haiz irregular ho to iddat kaise guzarein?

    (24:48) 7 rozon wali mannat for health — sunnat hai?



    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    26 m
  • Ask Mufti Tariq Masood | 354th Session - Masail Ka Hal
    Sep 4 2025

    (0:00) Intro

    (0:01) Dua ke baad haathon ka munh par phairna — zaroori hai?

    (0:59) Susral wale sirf chhoti bahu ko izzat dein — badi bahu kya karein?

    (2:11) Shohar se baat se routine par asar — kya karna chahiye?

    (3:35) Sayyad ki biwi zakat le sakti hai?

    (7:36) Israel-Palestine war — kya Dajjal aur sooraj maghrib se niklega?

    (8:13) Mobile pe Qur’an parhna — wuzu zaroori hai?

    (8:27) Bank account ka interest lena — halal hai?

    (9:07) Hijra aurat ka dopatta lena — jannat ka hukam kya hai?

    (12:20) Mannat puri na karne par kaffara?

    (14:16) Haq khane wale ke janazay par public ailan?

    (15:37) Sunnat tareeqa se nakhun kaatna kaise hai?

    (16:04) Wuzu mein sabun se dhona — jaiz hai?

    (16:18) Gulf salary wale ke maa baap shadi ke liye na manen to?

    (17:52) Qabar ki ziarat — jaiz hai?

    (20:04) Purane gunah bhool ke seedha raasta kaise apnaayein?

    (20:38) E-commerce ya blockchain se earning — halal hai?

    (21:33) Dawat-o-Tableegh se maa baap naraz — kya karein?

    (22:24) “Allah Miyan” kehna — jaiz hai?

    (22:35) Mufti sb “Khuda” kyun bolte hain?

    (25:00) Khutbay ki azaan ka jawab — wajib hai?

    (26:50) Khula ke sharai ahkaam kya hain?

    (28:10) Muqtadi ki rakaat chhoot jaye to Sanaa kab padhe?

    (28:28) Ground mein match ke dauran sajda ya namaz — jaiz hai?

    (32:32) Ba-jamaat namaz aqamat ke baghair — kya hukum hai?

    (32:50) Kya gunah taqdeer mein likha hota hai?

    (33:06) Bank ki savings par sood — jaiz ya haram?

    (33:30) Kamre mein tasveer latkana — jaiz hai?

    (35:00) Kharab khelne wale sportsman ki burai — gheebat hai?

    (35:20) Aurat apna nikah khud khatam kar sakti hai?

    (36:00) Maghrib ki jamaat nikal jaye — kab qaza padhein?

    (37:15) Sirf 1 gawah mein nikah — valid hai?

    (37:26) Tauba ke bawajood gunah qayamat ke din dikhenge?

    (37:54) Zair-e-naaf baalon ki hadd?

    (38:17) Dajjal ke fitne se bachne ki dua?

    (38:42) Najaiz haath se nalka kholna — kya nalka napak?

    (39:18) Mard ka chain ya locket pehnna — jaiz hai?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
    39 m
Todavía no hay opiniones