• Sunday Bayan 20-04-2025 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

  • Apr 21 2025
  • Duración: 1 h y 58 m
  • Podcast

Sunday Bayan 20-04-2025 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

  • Resumen

  • Aqal, ghussa, mohabbat – har taqat mein aik balance zaroori hai. Is bayan mein Mufti Tariq Masood samjhate hain ke mentally mature insaan kaise sochta hai, Hinduon ko kya paighaam diya gaya, aur ghar ki doodh malai ka kya raaz hai. Gaza ke zulm se le kar Shohar-Beewi ke disputes tak, har pehlu ko ilm aur hikmat ke saath samjhaaya gaya hai.


    (0:00) Intro

    (0:23) Aayaat Surah Ma’arij

    (1:04) Namaz: Sabirin ki Alamat

    (2:18) Insan Aetadal Se Kaisy Hat’ta Hai? (Diet Example)

    (3:54) Vegetarian Dull Faces

    (4:48) Mtm’s Favourite – Ghar ka Doodh aur Garam Malai

    (6:33) Mtm’s Message for Hindus

    (7:25) Mentally Mature

    (8:20) Mentally Immature

    (9:35) Aetadal Peda Karne ka Tariqa

    (10:28) 5 Powers mein Balance

    (11:22) Bhook ki Taqat mein Aetadal

    (13:04) Aqal ki Taqat mein Aetadal

    (13:36) Ghusse ki Taqat mein Aetadal

    (14:10) Mohabbat ki Taqat mein Aetadal

    (15:23) Sexual Power mein Aetadal

    (17:16) “Tairi Mairi Biryani” Ribbon Cutting by Mufti sb

    (17:53) Nafrat ki Taqat mein Aetadal

    (18:14) Gaza ke Zulm par Fatwa

    (18:52) Zalim se Nafrat aur Boycott

    (19:30) Fazail of Nafrat

    (19:50) Nafrat ka Hadis se Saboot

    (20:07) Nafrat ka Qur’an se Saboot

    (20:32) Zalim par Tars Khana?

    (20:58) New Karachi – Dakuon ka Hashar

    (23:24) Ghusse ki Taqat mein Aetadal

    (23:42) Aqal ki Taqat ka Istemal

    (25:54) Mtm’s Reply to Those Who Deny Glory of Sahaba

    (27:12) Batil ko Jawab Dene ka Tariqa

    (28:25) Mtm’s Learnings in Mediation Course

    (29:44) Fatwa ke Zariye Zojain/Virasat ke Masail ka Hal

    (31:24) Judge Ban’kar Do Parties ke Beech Paisay ka Hal

    (36:54) Shohar ki Burai Karne Wali Aurat ka Case

    (39:10) Mufti sb ki Announcement for Dispute Resolvers

    (39:39) Mufti sb’s 30 Years of Experience on Spouse Disputes

    (41:50) Aqal ka Bilkul Istemal Na Karna – Atheists ki Soch

    (45:39) Butt Paraston ki Aqal (Thailand Experience)

    (47:37) Fazool Aqal – Bhook ka Najaiz Faida

    (48:00) Mtm’s Childhood Thinking About Hunger

    (48:26) Sar Dard mein Panadol

    (49:53) Mtm’s Dua for Rishtay During Hotel Opening in KSA

    (56:46) Shadi ke Baad Sar Dard mein Panadol – Fazool Aqal

    (55:20) Allah ke Wujood ka Saboot

    (56:20) Nabi ﷺ ke Wujood ka Saboot

    (57:11) Ehkaam jin mein Aqal nahi chalani

    (59:49) Talaq par Gusse mein – Naye Sunni Namune

    (1:02:37) Darhi aur Ramazan Rozay par Aetraz

    (1:03:16) Mufti sb par Comments – Mazdooron ke Rozay

    (1:03:32) Jihad Farz Fatwa – Mufti Taqi Usmani sb par Comments

    (1:04:28) Mazdooron ke Rozay – Yusuf Ludhianvi ra ka Fatwa

    (1:08:04) Tayammum – Taqwa Haaiz Shakhs ka Sawal

    (1:09:08) Guinness Record Holder ka Tanz

    (1:10:57) Aqal ka Sahih Istemal – Waqia

    (1:12:25) Islami Ehkaam

    (1:12:49) Ghamdi Fitna – Family Planning

    (1:13:15) Mtm’s Reply to Irshad Bhatti – Adalti Khula

    (1:14:26) Sach aur Jhoot – Kaab ibn Malik ka Waqia

    (1:17:34) Bachay Jhoot Bolna Kahan Seekhtay Hain?

    (1:20:10) Mufti sb ki Sach Bolnay ki Aadat

    (1:21:19) Khulasa aur Dua

    (1:21:31) Aadam as ko Sajda – Farishtay, Jinnat aur Iblees ka Maqam

    (1:31:51) Duniya Asbab ke Sath Hai – Ghareeb Shadi Kaise Kare?

    (1:44:14) Mufti sb Buzurg Kyun Nahi Lagte?

    (1:45:31) Hamara Ilm vs Aima e Arba ka Ilm

    (1:50:18) Google Witr Confusion – Mufti sb ka Jawab

    (1:51:44) Negative Comments on Witr Clip

    (1:53:09) Witr ka Authentic Tariqa – Hazrat Ayesha ra

    (1:53:44) Imam e Kaaba ke Witr par Aetraz

    (1:55:19) Germany/Oxford Universities mein Qudoori aur Hidayah

    (1:56:04) Hindu ka Bayan Sunna aur Masjid Jana?

    (1:56:23) Nabaligh Bachon ke Maal par Zakaat ke Ehkaam?

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Más Menos
adbl_web_global_use_to_activate_webcro768_stickypopup

Lo que los oyentes dicen sobre Sunday Bayan 20-04-2025 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

Calificaciones medias de los clientes

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.