दिल के पुल: क्यों समीक्षा की शादी के खिलाफ था उसका परिवार? Podcasts con Kanupriya Rishimum arte de portada

दिल के पुल: क्यों समीक्षा की शादी के खिलाफ था उसका परिवार?

Grihshobha

Vista previa
Ver detalles del espectáculo
Samiksha ek company mein bade pad par adhikari thi. Uski umr 30 saal se upar ho chuki thi lekin uske liye koi rishta pakka nahin ho raha tha. Usne ummeed chhod di thi aur tab uski mulaqat Deepak naam ke talaqshuda vyakti se huyi. Dono ek doosre ki taraf aakarshit the. Lekin dono ke dharm alag the. Kya unke parivaar iss shaadi ke liye raazi honge? Kya iss baar pyar ki jeet hogi ya phir jaati, biradri aur dharm ki deewar saamne aa jaaegi?©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
Todavía no hay opiniones